Nojoto: Largest Storytelling Platform

White tum likhti hona jaan kabhi meri kahani likh

White tum likhti hona jaan
 kabhi
meri kahani likhana.

kaise barbaad hui meri jawani likhna.

likhna ki marte waqt bhi deta tha dua tujh ko.

haath bahar they chita se ye nishani likhna..!!

©Arun Dahiya
  #khanimeri #sad_emotional_shayri 
#Emotion