"Guzry waqt ko bhula dena asaan nahi hota" "Ghamon ko hansi mein chupa lena asaan nahi hota" "Zaruri nahi k poori ho har khwahish lekin" "Apni khwahish ko daba lena asaan nahi hota" "Maana k tooty howay phooloon se khushboo nahi aati" "Magar unhein kitabon mein sajaa lena asaan nahi hota" "Koi aur bhi us k baad aa sakta hai magar.. "Har kisi ko dil mein jagah dena asaan nahi hota.. Kch baatein nhi bhulai jaati