Zindagi ko apni tarah jeene ka ek gumaan hai , Shayad yehi aur sirf yehi meri pehchan hai ! Yun to jee sakta hoon main bhi logon ki tarah Par unhe dikhava karte dekh dkeh man bada pareshan h Wo kahte hain ye main nahin bas mera gurur hai Par Mai jaanta hun khuda mujh par kyu meharbaan hai ! Log udate h hassi..fir bhi mhujhe guman h . Jab main jaanta hoon is duniya Mai uski zindgayii se jyada Uske kapdo se phechan h. Ek ek chuz Mai khushiya dhundan bas..yahi ek Arman h Kyon pata kis mod pe hmara konsa inthehan h.. Kyun gooroor hai unhe apne unche husan par Jabki patang ki unchaai hawa ke meharbaan hai ! Shurat aur shirat mein jo kar sake fark hamesha hee Bas wo hi nahin patthar balki ek insaan hai ! #commonman #poem #Hindi #Poet