Chasme nam hai muskurate labo ke piche . Aur mehnat bhi hai ek kirdaar ke piche . Dikhawe ka bazaar bada sasta hai , Saazish gahre hai us khulush ke piche . Jaane kitne raaz dabe hote hai , Us husn-e-aksh ke piche . Bade mutma-in rahte hai log , Anjaan bane nazre fer ke piche . Ajeeb azaab hai aaj-kal sahro me , Kuch baat hai har baat ke piche . Maun baithe huye ye sochta hai RAG , Ek sach hai har sach ke piche . #The Nazm of RAG #BEPARDAH Meaning----*chasme nam--bheege aankh ,*khulush---love or affection , *husn-e-aksh'---haseen chehra , *mutma-in----befikra , *azaab---kast or pain. #yqbaba #yqdidi #yqghazal #yqhindipoetry #quotereview Collab open