Zindagi Aaj Zindagi se mulakaat hui Do chaar baate hui aur Dil ko chu gayi Ye Jaha mere Naam Kar ke Khud maut ke TALAASH mai lag gayi Sun ke daasta Zindagi ki meri aankhe bhi ro padi Kuch baate bani Dil Mai aur zubaan chal padi Kar ke ye Jaha mere khud maut k talaash mai chal padi Ye Zindagi Mujh pe ahsaan mat jata Mai thak kar baitha hu TUJH SE haar ke nahi Mai bhi jaanta hu bada kathin Hai Teri rahoo mai chalna Yaha apno ne hi sikaaya apno se jalna Fhir bhi Teri raaho mai muje Hai chalna Kisi se kuch nahi kehna khud hi saari baate karna Auro Ke Dard ka Bana ke mai bhi gehna Fhir us Dard ko maine khud hi Hai pehna Chal ke kaatoo ke raaho mai seekha hai maine sambalna Kisi se kuch na kehna Seekha hai Teri raaho mai Dard ko bhi jhelna Bas aaj tujhe Tere baare mai hi Hai puchna Gustaaki meri maaf karna Ye Zindagi tune Mujh se hai haar jaan Maut hi Mera aankhri Hai thikaana Waah re Zindagi sab jaante hue bhi Tune muje sikhaa diya jeena Yaari hamaari Amar ho jaati Isliye tune Kar diya maut ka bahana JAI BHOLERAM JI BABA #Truth #Poetry #Zindagi