Ghar ๐๏ธ๐ ๐ Ghar ke andar darwaje khule ... Hain to samjho tumhare sath mein.. tumhari kuch Ghar ki kitaben ke panne bhi khule Hain.. khuli khidki Ho chaahe Ho band.. per sambhal ke rahana tum .. kuchh karnon sediwalo kai bhi kan hote Hain.. suni baton ke panne bahar jakar.. pata nahin kaun si kitabon mein .. tab Dil se ho jaenge har jagah.. maujud hai uske ke kirdar jiske pass.. Soni si baton ki kitab hai...,๐ Kaun jaane a suni Hui... yah kuchh likhawat mein sabke samne... vah vah alag hi Andaaz mein byan Ho jaati hai.. vah suni Hui baton Na jaane a kitni lambi Ho jaati hai.. isiliye kahate Hain bade bujurg ki... Ghar ki baat ghar mein rahe tu hi achcha.. Varna baton ka fasana ban jata hai jamane mein Na jaane kitne gharon ke darvaje khul jaate Hain.. #gharon ke darvaje#kuchh khuli e Hui kitab ki tarah hote Hain#jitna bhi use tatolo panne bikhre se najar aate Hain kuchhgharon#๐ #๐๏ธ kay#kuchbaateindilki๐๐