Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wo Sadako par bhookhe so jate hai, Aur desh mein

Wo Sadako par bhookhe so jate hai, 
Aur desh mein dharmo ki jang hai, 
Paise bhar ke rakhe liye sabne almaari mein,
Mgar Bhool gaye hai ki laal hi khoon ka rang hai, 
Mere shehar m aaj khaane ke liye ro raha har apang hai,

Kya hua hai insaaniyat ko ye kaisi laalach ki bimaari hai? 
Kya koi nahi hai yaha jisko ye baat samaj m aa rahi hai? 
 Udaas hu aaj ye dekh ke dil se 
Ki mere desh ki sarkar gareebo ka peit tak nahi bhar pa rahi hai!!! Wo Sadako par bhookhe so jate hai, 