Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kaash vo pal aaye hi na jisme tum na ho chahe kitn

Kaash vo pal aaye hi na jisme tum na ho
chahe kitni bhi muskan kyu na bhar lu

mera dil muskurata nahi jab tak har pal mere sath tum na ho

yu hi tumhare sath chalte chalte yeh aasman bhi kitna khubsurat lagta hai

sham ki vo mulakatein muje kitni haseen lagti hai tumhe kya pata

har rat jab bhi me chand dekhta hu,usme bhi sirf tumhara chehra hi nazar aata hai

jab kal tum mere sath nahi hoge us pal ke bare me sochke aaj ka pal me tumhare sath muskurate hue jee nahi pa raha hu

tumhe pata hai meri muskan bhi mujse ruth ke baithi hai

kyu ke kal ke aansu ke bare me sochte sochte me aaj ki muskurat ko rula raha hu

bas yeh hi kehna chahunga ki

jitni tumhari maujudgi  muje aachi lagti hai
utni hi tumhari namaujudgi mere dil ko tanha mehsus karati hai

meri muskurat ki wajah bhi tum ho aur mere rone ki wajah bhi tum

kaishe bhi halat kyu na ho, tumhara hath mere hath me, mera hath tumhare hath me

muje har pal jeena sikhati hai

muje har pal jeena sikhati hai

©Balram Mandavia #Dilkibattein