Bachpan ka pyar (part-6) Abb usse bata ta to bata ta kaisa ki mere mohabbat ka mahbob, wo h.. Puri raat jiske khayalon m khoya rahta hu, wo h.. Zindagi ki rah jis k sath chalna chahta huu, wo h... ♥️ Maine anzam ka bina fikr kiye usse kah diya; Mai jis se mohabbat karta huu, wo hamare bich mojud h, Wahi mere isq ka wajud h, Ussne pucha: naam to hoga kuch? Maine hakklate hue kaha:तुम.... ♥️ Usske labon m khamoshi tha, Mahol badal sa gaya tha, Waqt tham sa gaya tha, Mere dil m mahol darr ka tha.. #BachpanKaPyar6#arnab