Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mera Yaar ek khilta hua gulaab sa hai, Bayaan kya

Mera Yaar ek khilta hua gulaab sa hai,
Bayaan kya karu wo LA jawaab sa hai.
Tanha raat me wo yu dikhayi deta hai,
Wo haqeeqat nahi ek khwaab sa hai.
Ussi ki raunaq me mai gum bhulata hu,
Wo mere liye aasman me aaftaab sa hai.
Nasha mai karta nahi Na nashe ki aadat hai,
Behakta rehta hu mai wo ek Sharaab sa hai.
Kisi pehar mai usse bhi padke dekhunga, 
Wo mere liye raqam ki hui kitaab sa hai. 

 फूल मुरझा जाते हैं, मगर उसकी ख़ुशबू हमेशा ताज़ादम रहती है। 
आज रोज़ डे के मौक़े पर उस गुलाब की ख़ुशबू का ख़ाका लफ़्ज़ों से खींचें।

#gulabkikhushboo #collab #yqbhaijan  #YourQuoteAndMine
Collaborating with YourQuote Bhaijan

kaderistore9761

Abid

New Creator