Fazar se lekar suraj dhalne tak bas yahi tha sochta... Ki tumhare bin ab ek pal v jeene ka mann nhi karta... !! Tu hi tha dant'ta.. Tu hi tha rulata... Aur phir aanshu poch kar tu hi tha manata..!! Apne dincharya k kaam m v Bas yahi tha sochta... Ki tumhare bin ab ek pal v jeene ka mann nhi karta.. !! Yaad h wo din jab mujhe dekh kar tu tha sarmata... Aur dekh lun tumhe to Tu tha ghabrata... Raaton ko sapno m v baas yahi tha sochta.... Ki tumhare bin ab ek pal v jeene ka mann nhi karta.. !! School m chupke chupke tumhe tha dekhta... Aur tumhare dekhne par mera shar tha jhukta... Yaad h mujhe notes likhte waqt v bas yahi tha sochta.. Ki tumhare bin ab ek pal v jeene ka mann nhi karta.. ! ! Phir aaya wo din jab mera dil tha tutta.. Ab wo mera dost tha use m kya bolta.. Phir yaad aayi mujhe meri maa ki mamta... Ab baas meri maa k liye mujhe phir se jeene ka mann karta..!! #nojoto