Nojoto: Largest Storytelling Platform

ek Sher kabhi bhi is baat ki chinta karke apni sam

ek Sher kabhi bhi is baat ki chinta karke apni samay barbad nahin karta ki bhed uske bare mein kya soch rahi hai aur kya kah rahi hai isase hamen yah sikhane Ko milta hai ki hamen kisi ki parvah nahin karni chahie ki vah hamare bare mein kya soch Raha hai yah kya bol raha hai hamen sirf apni Lakshya ke upar Dhyan Dena chahie ki hamen kya karna hai

©Shveta
  Kaun kya sochta hai mujhe fark nahin padta
shveta4872407317788

Shveta

New Creator

Kaun kya sochta hai mujhe fark nahin padta #Shayari

108 Views