kuch apne dost bhi tarkish - badosh firte h...... kuch apne dost bhi tarkish - badosh firte h kuch apna dil bhi kushada h......kya kiya jaye? na tera kurb na tera wada h.. wo mehrban h magar dil k hirz bhi kam ho.... talab karm se jyada h.....kya kiya jaye.....na tera kurb na tera wada h #Arzh-ee-tamnna ..