"Coaching wala pyar" (part-1) Wo v kya lamha tha, Jab uss se pahli bar dekha tha, Wo chup si thi or mai v khamosh tha, Ajj v yaad h mujhe, wo coaching ka pahla din tha... ♥️ Pahli nazar m uss se dekha to manao sab badal sa gaya, Usske julfon m ulajhne ka ji kar raha tha, Usske bari bari aankho m dub jane ka mann kar raha tha, Usske gaalo m ek til tha, Uss til m aa atka mera dil tha.. Shayad mujhe pyar ho raha tha #coachingWalaPyar1#arnab