Nojoto: Largest Storytelling Platform

dard use v hota h,,dil uska v dukhta h.. lrke ho r

dard use v hota h,,dil uska v dukhta h..
lrke ho rona ni,,ye baate use v chuvta h...
tor k dil apna,,wo dusro ka dil rkhta h,,
din bhar kam se thaka ho,,
fir v muskuraht mukambal rkhta h...
kuch torta h use v andar hi andar,,
wo v jhil si aankho me samndar rkhta h...
bebas,beshabar rkhta ,,kuch kehta ni...
soch se pre hai hmare,,,,
na jane apne andar kitna bawandar rkhta h..
Dusro ki khusi k liye ,,khud ko bhule rkhta h...
Mard hona aasan ni,bina glti k v sunna prta h....
Ijjat uska v hota h,,,dil uska v dukhta h....
pr mard ka tag h n,,,ijjat kaha maine rkhta h...
jrurt use v hoti h,,akela wo v mahsus krta h...
kandhe uske bhale majbut ho...
pr use v sr rkhne ka mn hota h....
wo gle lg kr rona chahta,,
wo v kisi ka hath chahta h....
pr mard h n sabeb kaha ye sb kahta h....
sakt bn ghumta h,,,
pr koi kaha uske naram dil ko dekhta....
sach me mard hona aasan ni ,,
wo n jaane kitne raj khud me rkhta h

©Pooja Chauhan 
  male

male #Poetry

67 Views