Na jane aaj kaise guzra jamana yaad aa gaya Mujhe to mera wo bacpan yaad gaya Aisa laga jaise wo kal hi ki to bat thi payal pehne pure ghar mein chankoo ki barsat thi. Papa bhi kande pe baitha kar pure ghar mein ghumaya karte thye meri pari keh kar wo aksar bulaya karte thye #nojoto #family #feelingblesed #mythoughts #ekkhayalaisabhi