Khud Ko dhundhte dhundhte yaha Tak Chala Aaya khud ko dhundhte dhundhte yaha tak chala aaya lekin khud ko na samjh paya fir khud se Ek sawal kiya mai kis ki baat sun ke aage badhta ja raha hun ye duniya ki jo sirf apna dekhati hai us ka nahi ab mai khud ke liye kuch karo ga jis se mujhe khushi mile unki baat nahi jo sirf mujhe jalane ki baat karte or girane ki bas bahut huwa ab mai aisa kar jaun ga jisse Meri rooh ko bhi Garv hoga jise meri rooh ko bhi garv huga