Nojoto: Largest Storytelling Platform

na jaane kaisa ye kudrat ka kehar hai kahne ko sab

na jaane kaisa ye kudrat ka kehar hai
kahne ko sab apne dikhte hai par cchupe hue haathon me humare katal ki pehar hai
Haste hue labh agar humko khush nazar aaate hai tou humare liye shayid thode waqt ki khushi ki sehar hai
kyunki har khushi jo dil me nafrat zahir kare tou sarkar!maniye ye dehkte hue jwalamukhi ke laave ki nehar hai
kyunki aaj ke dour me kisi par aitbaar karna hi kudrat ka kehar hai

©writer ,mrs. Mona Chandel #Labh