iss mitti say kya juda rakhta hai desh hai sab hi ka bhai chara qameen rakha na hai bola har koi toda har koi nazar andaaz hum sab ko kar na hai mazhab aur dharam ko hata kar eid aur tiwahar sab ko ek saath mana hai dil mein hindustan ho jab har ek ko joda rakha na hai woh waqat bhi phir aye ga usse aag ko badhwa dena say rokhna hai Aao kandha say kandha Mila kar phir say chale hum phir usse waqat ko doharana hai ek naya hindustan ki niv amaan aur mohabbat say qayeem rakha na hai #independenceday2020 #everyone #