Ishq aesi nayab beemari hai Jo ho jaye to phir dawa kaam nahi aati Na kaam aate hain dargah na duaen kaam aati hain Sambhal ke rehna zra,ae mere dost Is beemari ki lapten itni tez hoti hain Na isme hawa kaam aati hai na hi paani kuch kar pati hai Doobey hain jitne is ishq mein Kinara kisi ko na mil paya hai Jo bhi fasa is ishq ke bawandar mein Paar koi na lag paya hai Mareez-e-ishq bhi badi kamaal ki cheez hai Sabhi ko pta hai is marz ki koi dawa nahi Phir bhi na jane kyun logon ko is marz ke liye pagal sa hota paya hai ©अफज़ल mareez-e-ishq #Goodevening