Nojoto: Largest Storytelling Platform

ham dekh rahe hai baramad se tamsha-e-ahl-e-sukhan

ham dekh rahe hai baramad se tamsha-e-ahl-e-sukhan,
ki har ghar se ghalib nikal raha hai.

Nahi aati jise padhne or likhne urdu,
vo ghzal pe ghazal likhe ja raha hai.

mazaak samje ya fir smje kamyaabi ham khuda-e-sukhan ki,
ki har niklne wala khud ko sukhanwar keh raha hai..

©adnanfarooq Sukhanwar.. 
baramad : Gallery
sukhanwar : sayar
ahl e sukhan : kavi ,sayar

#nojotourdu #nojoto #ghalib #khudaesukhan #mirtakimir #ghar #sayar #writer #urduadab #urdu

adnanalif1051

Adnan Alif

New Creator