Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bolna bohot hai par koi sun ne wala nahi, khelta b

Bolna bohot hai par koi sun ne wala nahi,
khelta bahut hu par koi rokne wala nahi,
dil to bohot hi sahma hua hai,
par koi dil behlane wala nahi.

sayad mar jaunga akela...
kyunki koi jina sikhane wala nahi. kisi se gussa mat hona kya pata wo insaan sirf aapki wajah se hi ji raha ho...
#Lonely