Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jo khuli ankho se nahi dikhta, Use tum band ankho

Jo khuli ankho se nahi dikhta,
Use tum band ankho se hi dekh lete ho. 
Jab dar apna asar tez karta hai, 
Sabse pehle tum hi ubharte ho. 
Sharir ke sath sath man bhi mitti ka ho gaya hai, 
Duniya ke milawati pani me milkar daldal ho gaya hai,
Ab is mitti ko bahane ke liye jis pani ki zarurat hai, 
Wo apni jata se nikalkar sirf tum la sakte ho. 
Shak, mushkil, dar, pareshani aur dard. 
Sabne apna apna dera khud banaya hua hai. 
Agar ye bina marzi aa sakte hai. 
Tab tum bhi bina bulaye aa sakte ho.

©Ananta Dasgupta #pinterest #shiva #yogicmudra #shravan #latenightquotes #anantadasgupta #theoneandonly

anantadasgupta7138

Ananta Dasgupta

New Creator
streak icon134