Nojoto: Largest Storytelling Platform

janam diya maa ne pala mujhe mere papa ne, jo bhi

janam diya maa ne pala mujhe mere papa ne,
jo bhi hu jaise bhi hu,achhi hu ye bataya mere papa ne
har dhukh mai har shukh mai sath nibhaya mere papa ne
jab badi hui toh logo k tano se bachaya mere papa ne
dadi,nani k na kahne par bhi bahar jane ki aajadi dilaai mere papa ne
duniya ki samjh mujhe sikhaya mere papa ne
karni apne maan ki sunni na kisi ke tb daat lagya papa ne,
 mere sari wishes puri ki mere papa ne!!
miss u papa...☹️
nandini miss u papa