Vo Sham Sham nhii hogi Rat me koi bat nhii hogi Uski or MERI mulakaat hogi Pyar jataunga m badlo se Or Uske liye badlo se bhi aansuo ki bauchar hogi Fir rat rangeen hogi kal ki Sam bhi haseen hogi Mosam me lali hogi uske hotho par Amrit ki pyali hogi Khula aasma Hoga bas m or Mera mukam mere aaspas Hoga Thandi hawao me thodi thodi barish ki Fuharo me mulakat Jo hogi... Ab badal ne bhi aansu girane band kardiye h Kyunki chidiya Gunguna rhii h mor nach rhe h Or hum fir aaj ek dusre SE mil rhe h Vo khula aasma chandnii rat vhi purani bat Amrit ki pyali mere sath Vo mand mand hwao me m Uske sttt Kar rounga Vo mera dard samjh k mujhe samjgayegi M fir bhi rok na paunga Pyar itna Kiya h ki marte dam tak chahunga Tere didar me mujhe andha Kar Diya h Mar bhi jaunga to laut kar tere vaste jarur aaunga Chahe aakhrii sans ho merii juba par tera nam hoga Tumne hamesa vafa ki h bas yhi Mera sarbat e jam Hoga #nojotoshaayar