Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mujhe nhi pta ki. is duniyan mai kaun apna kaun

Mujhe nhi pta ki. 
is  duniyan mai kaun apna kaun paraya.
Kya jatibad. kya Dharm.
Kya khoon ka rishta kya dor ka rishta
Mujhe to sirf itana pta hai.
Ki jo mere shukh dukh mai harpal.
Mere sath hai.
Aur jo meri ruh ko chain pyar de. 
Haa wahi mera apna hai

©Vandana Mishra 
  Jo Meri ruh ko chain pyar de.
Haa wahi mera apna hai..... 😍

Jo Meri ruh ko chain pyar de. Haa wahi mera apna hai..... 😍 #Life

838 Views