White kamiyan bahut hain magar koshishein abhi baki hain, is muflisi mai bhi meri khwahishein abhi baki hain, chhappar tapak raha hai do din se lagatar, magar badal kah raha hai barishein abhi baki hain ©Riyazul Qamar #sunset_time