Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek tarika, ek soch jisse curraption ko kuch had ta

Ek tarika, ek soch jisse curraption ko kuch had tak roka jaa skta hai. Ya yun kahein ki curraption ka wo chahat hi mitaya jaa sakta hai...

Read at captions-----

--silent ocean Pata hai pehle ke log itna famous kyu hote the? Jab ki aaj ki generation us generation se bahut advance hai. Lakin phir bhi wo us tarike ae naam kar ke nahi jaa pate..
Example ke taur par--bhagat singh, chandra shekhar azaad, khudiraam, raaj guru etc. Ye log us time ke indian army the. Aur vo shahid ho k janmo janam k liye amar ho gye..
Lakin abhi border pe rehne wale indian army shahid ho kar bhi amar nahi hote.Ha gov. Ki or se unke pariwaar ko kuch paise, aur sahanubhuti mil jati hai. Aur saal guzarte huye sab un shahido ke naam bhi bhul jate hai.  Aur aane wale generation to jaan hi nahi pate unke bare me.. lakin desh aazadi ke samay shahid huye army kaa naam jante hain..
Aisa kyu??
Kya unko hum amar nahi rakh sakte are thik hai most important subject na banao us book ko jisme aaj tak Un sare sahidon ki jeevni rakhi ho. Par isko compulsory sub. Me rakhna chahiye. Class aur ability k hisaa. Se diff. catagory bana diya jaa sakta hai. Phir jaise jaise students promote hote jayenge waise waise unke ability ke hisab se us sub. Ko compulsory kar diya jaye..
Definitely india ka har ek nagrik un amar naamo se parichit honge. Aur kya pata is lalsa me ki ek din unka bhi naam is book me hoga islye kuch log to corruption se door door tak nata nahi rakhenge aur tab se shuruwat hogi paise k piche na bhagte huye kuch kar guzarne k junoon ke piche bhagne ki...... Kyu ki amar hone ki chahat har insaan ko hota hai..

--silent ocean

anifrd4084151027975

Ani Frd

New Creator