Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ammi aur Abba Ye dono alfaaz hi dil ko itna sukoon

Ammi aur Abba
Ye dono alfaaz hi dil ko itna sukoon dete h to samjh lijye inke hone se zindagi kitni pursukoon hogi...Hum unhe apni khushiyon me bhool sakte h lekin gum me ammi or abba hi yaad aate h....Allah ka shukr h k hame inka sath aur mahabbat mili...Ammi jo bht mohabbat karti h ar unki khushboo aaj bhi door rh k bhi mehsoos hoti h vahin hamare abba jo mohabbat to bht karte h magar izhaar nh karte lekin kabhi beemar ho jatein to raat bhar jagna ar der raat dabe paon se aake bukhar dekhna.. Bachpan me sath hote the dono lekin raat k andhere se sehm k abba k paas so jana.....ammi jinhone ne hamara mustaqbil sambhala duniya ki parwaah kiye bagair ar sath khadhe the abba.... shayd ldhki the islye ammi se zyada munsalik the ya phr vo dost zyada thi shayd islye....kabhi daanti to kabhi pyaar ar abba ka dar baithati to vahin abba k kerla jane ki ijazat pe khushi ka thikana na hona....abba jante k aam pasand h to dil bhar k aam kaat k khilana ye unki mohabbat k izhar krne ka tareeqa hota... ammi ar abba aaj jo bhi h vo aaplog ki tarbiyat or duaon ki vjh se h....apni khwahishon ko maarke hmari khawahishon ko poora karna .... door jaate to bhari aankohon se rukhsat karna abba ki aankh se bhi kuch ashq niklte the rukhsati pe meri ...ye mahabbt nh to kya h......unki aankhon se jalakti mahabbat zindagi ko or haseen kardeta h....Gold medal milne ki khushi me ammi ki aankhein bhar aana abba nh the sath lkn akhbaar me beti ka naam dekh khush to bht vo bhi hue the.......shayd hamari zindagi khoobsurat isilye h k unki duayen sath h.....ammi ki tarh jazbaati h to abba ki trh beniazi h mijaz me.... Allah inka saya hamesha sath rahe yehi dua h hmari.....

©Asifa Khan #ammi n abba

asifakhan7965

Asifa Khan

New Creator