Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kamaal ki duniya ho gayi hai, Ek muskaan bade hath

Kamaal ki duniya ho gayi hai,
Ek muskaan bade hathiyaaron se mehngi ho gayi hai,
Galiyon mein bikhre pade hain phool kayi,
Mandiron mein jinki kami ho gayi hai,
Haar ab noton ke chadhte hain sammaan ke liye,
Dar se jhukna fitrat si ho gayi hai,
Kayi subah sochta tha kuchh toh badlega aaj achhe ke liye,
Par dil jaanta hai ki yeh hasrat bhi ab dhool mein lipti kahin dafan si ho
 gayi hai #duniyakisoch #shayari #yqbaba #yqdidi #poetry #originalpoetry #pain #adhoore_sapne