Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek shahid ke wife ka dard. aankho me aanshu apne

Ek shahid ke wife ka dard.


aankho me aanshu apne chhipakar 
rhti hun ghar me mai muskurakar.
aanchal me aankho ko apne chhipaya, 
jab bhi Maa ne tujhko bulaya.
teri bahan ne pukara hai bhai
rote hue meri pakdi kalai,
khushiyo se doli mai usko baithakar
rahti hun ghar me mai muskurakar.
tere pita ka shahara hai tuta
khte hue lathi hatho se chhuta,
kandho ko unka shahra bankar
rahti hun ghar me mai muskurakar.
wada kiya toh nibhana padega
khud ro ke sabko hasana padega,
tere kafan me khusiyo ko mitakar 
rhti hun ghar me mai muskurakar. Jay Hind
Ek shahid ke wife ka dard.


aankho me aanshu apne chhipakar 
rhti hun ghar me mai muskurakar.
aanchal me aankho ko apne chhipaya, 
jab bhi Maa ne tujhko bulaya.
teri bahan ne pukara hai bhai
rote hue meri pakdi kalai,
khushiyo se doli mai usko baithakar
rahti hun ghar me mai muskurakar.
tere pita ka shahara hai tuta
khte hue lathi hatho se chhuta,
kandho ko unka shahra bankar
rahti hun ghar me mai muskurakar.
wada kiya toh nibhana padega
khud ro ke sabko hasana padega,
tere kafan me khusiyo ko mitakar 
rhti hun ghar me mai muskurakar. Jay Hind