Nojoto: Largest Storytelling Platform

Title -Kedi ki faryad. Jamana kahta hai,Tu ek bulb

Title -Kedi ki faryad.
Jamana kahta hai,Tu ek bulbula sa jamjum hai.
Jamana kahta hai ,tu janjiro ka hamdum hai.
Kedi ki faryad apne rab se kuch es kadar hai.
khafa duniya hona bs ek asare dabah sa hai.
Kis kis ko sunau apne dill ka fasana.
Ye dill to bs ek jajbato ka majmuha sa hai.
Har pal ki mot jindgi ki saja hai. 
pahna do janjiro se ek shadi ka joda.
Har din har pal jindgi bs ek saja hai.
Apne dille aziz ko sunau apna haal.
Par yha to dille aziz bi chuban ka jariya hai.
Ek pinjra apne watan ka ,
ek pinjra hamnawa ki duniya ka.
khafa diya hai apne wajood ko unki baadshahi me .
Par is badsha ke badshahi ka saja hi natija hai. 
Aur b shaksh hai us kedi ki parde najr bandi me .
Kahte hai wo usi badshah ki kediye janjir hone ki saja hai. 
Har pal wo jeeta hai unki saltnat ka name laker .
Par jamana kya jane uski haale dill ki khaber.
Wo fadfdata hai apne pinjre se us khuda ke aage .
Par uski wo farmaish bi pinjre ki hawa hai.
Jab aati hai uski akhri jindgi ka mod.
To mot hi uski rihaai ka natija hai.
Kabre kedi ko dekhkar jindgi ka lalch badh gya.
 kambakhat insan khuda se door moh maya me fas gya.
Bada liya hai apne kad ko kuch es kadar usne .
kaber ki jagah bi uske liye ek kediyo ka pinjra hai.
(By SABEENA)

©Sabeena #SABEENA 
#Kedi ki faryad
# support emotion of people

sabeena6967

Sabeena

Silver Star
New Creator