Nojoto: Largest Storytelling Platform

Har insaan ki hoti hain majbooriyan apni Har insaa

Har insaan ki hoti hain majbooriyan apni
Har insaan kirdar se apne bura nahi hota
Zarf har ek ka bata deta hai rishta apna
Apna paraya zindagi mai kuch nahi hota

©Ayaan dehlvi ( A D )
  #Zarf

#Zarf

613 Views