Tere Naina Naina ..... Naina..... Naina... Re Tere naina re.... Mulakat Hui Tumse Jab Tere naina mere naino se takara gaye Ha tere naina mere naino se takara gaye Wo Karte Rahe kuch Baatein Wo karte Rahe kuch waadein Puchte Rahe Ek Duje Se Phir Kaise Hogi Mulakatein Tere naina mere naina se ab karte hai roz mulakatein Tere naina re tere naina re..... Na Sajde Mein Jhuke Ye Na jhuke rab ke samne Teri Aankhon Mein padha aayat Hai Ye tho jhuke tere samne.......(2) Bade natkhat se hai tere naina Ye Shararate karte hai Sambhal inhe zara tu pata nai ispe kyu hum marte hai Ye Palke Jhukate hai ye Najre churate hain ye niharate Hain Mujhko Or na batalatey hai Tere naina tera naina aise hai tere naina re Najre Meri dhoond rahi thi, aisi najaro ko jo apna sa lage re... Ha apna sa lage re In naino ko Talaashne hum Musafir huye Tere Raah ke Teri Galiyon ke Chakkar Kaante bhul gaye rab ke raastey Tere naina re tere naina re Mujhe kafir bana gaye tere naina re Tere naina re tere naina ...... Mere khwab chura gaye Tere naina re............ Tere naina.......