Nojoto: Largest Storytelling Platform

Darti hun kayi chezoo se pr aab is dr ko hi toh mi

Darti hun kayi chezoo se pr aab is dr ko hi toh mitaana hai... 
Bahut se khaamiyan hai mujme aab un khaamiyon ko htaana hai... 
Darti hun khud hi khud se pr aab khud ko khud se ladaana hai...
Dekh liya shup shup kr bahut pr aab bekhoof samne aana hai... 
Darti rhi duniya se pal pal pr aab is duniya se hi bhid jaana hai....
Sahi k saath aab khada hai hona Or glt ko mujhe mitaana hai.... 
Bahut sun liya orho kon haan bahut yaada sun liya orho ko pr bs aab khudgarz bn jaana hai... 
Khti hai duniya toh khti rhe pr aab toh mujhe khudgarz hi khlana hai...  
Haan aab mujhe khudgarz hi khlana hai... 
  ✍by:- dEEPIKA_jAMWAL__