Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aaj Meri Youme Paidaish Ka Din Ye Din Mere Aziz Ma

Aaj Meri Youme Paidaish Ka Din Ye Din Mere Aziz Maa Aur Baap Ki Badaulat Hai Mere Liye Aaj Mein Jo Kuch Bhi Hu Mere Maa Baap Ki Badaun 

Maa Baap Apne Baccho Ki Paidaish Se Lekar Qabr Tak Maa Baap Ki Zindagi Ka Mehwar Iska Baacha Aur Iska Mustaqbil Raheta Hai Jaha Maa Ki Mohabbat Iski Aankho Se Aur Amal Se Har Waqt Ayaa Hoti Hai Wahi Baap Ki Mohabbat Ka Khazana 7 Pardo Mein Chupa Raheta Hai 

Gussa , Pabandiya, Daant, Maar, Sakhti, Ye Sab Woh Parde Hai Jinme Baap Apni Mohabbato Ko Chupakar Rakhta Hai Ke Bhale Iski Aulad Isko Galat Samjhe Par Woh Ye Sab Parde Qayem Rakhta Hai Iski Aulad Inhi Pardo Ki Badaulat Kamyabi Ki Seediyaa Chadhna Shuru Karti Hai..

©Shahid Ali Khan
  #maabaapkapyar