Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jindagi ne kuch dukhbhare lamhe diye hai jarur pa

Jindagi ne kuch dukhbhare lamhe diye hai jarur 
par auro ki tarah unhe yaad karke roya nahi karte hum
kyonki unh lamho ko bhulana aata hai hume
Auro ki tarah apno se bichadne ka dar bhi pala nahi karte hum 
kyonki rishte nibhana aata hai hume

Hamareliye to har din ek aagaj-e-Safar hai 
har wakt raho pe phool biche dikhe aisi hamari najar hai
Bhale hi iss safar ko kathinayionse bhar de ye jindagi
par chattano ko chir ke khud apni rahe banana aata hai hume belief on myself