Nojoto: Largest Storytelling Platform

kisi ka wada tha in khoyi hui neendo ko dund lane

kisi ka wada tha in khoyi hui neendo ko dund lane ka,
jaagti en raaton me mujhe sulane ka,
kisi ka wada tha mere hisse ke gamo ko khushi banane ka,
mere zakhmo pe marham lagane ka,
ab jab wo shakhs hi nahi to kya wada mayine rakhta h,
mai soou ya jaagu kya farak padta hai, 
ansu me muskuraun ya haste haste ro jaaun kya farak padta hai kya farak padta hai...... kya farak padta hai....