Nojoto: Largest Storytelling Platform

Maine kaha to tha ki tum agar zindagi bhar ka saat

Maine kaha to tha ki tum agar zindagi bhar ka saat na de sako to is waqt mujhe chod jana,
 Mere liye pyaar ka matalab janam janam ka hai saath nibhana,


Tune haske kaha 7 janam to kya uske baad aur kayi janamo tak mera saath nibhayegi,
Beech agar aye paraye ya apne tu befikar un sabse lad jayegi,

Aaj tune wo saare kasme baaton ka koi mol na tha ye saabit to kardiya,
Magar ab main kaise jiyunga tere bina ye jaane bina tune alvida keh diya.

©Kishan
  Wo tere kasme waadein jhute the saare....
#Nojoto #kahani #suno #Bewafa
kishan6115658667616

Kishan

New Creator

Wo tere kasme waadein jhute the saare.... Nojoto #kahani #suno #Bewafa #Poetry

86 Views