Nojoto: Largest Storytelling Platform

Paise too kama liye. Baccha na paye koi . Ek jagah

Paise too kama liye.
Baccha na paye koi .
Ek jagah wo tiktey nhi
Unpar na kisi ka jor
Ameer ho ya garib sab
Hai uske adheen.

Paiso se log hai bantey
Ussi sey bigadtey bhi.
Paise paise ka rona
Uske bina kuch na hona.
Ameer ko banata wo ameer.
Garib ko garib.

Paiso se bhara rahe ghar ka kona
Kona.
Moh maya hai paise ka iss dunia mai hona.
Paise sabko chhye karm na karta koi.
Hoye to log sotey nhi na ho too hai jagtey.

Paise ke peeche bhaagtey
Waise too paisa jatil hai
Samaj na paye koi 
Jitna mai samajh saka paisa paisa hoye.

Paise ki kahaani meri jubaani. #cash #nojotopoem #nojotohindi #thinking #society #truth
Paise too kama liye.
Baccha na paye koi .
Ek jagah wo tiktey nhi
Unpar na kisi ka jor
Ameer ho ya garib sab
Hai uske adheen.

Paiso se log hai bantey
Ussi sey bigadtey bhi.
Paise paise ka rona
Uske bina kuch na hona.
Ameer ko banata wo ameer.
Garib ko garib.

Paiso se bhara rahe ghar ka kona
Kona.
Moh maya hai paise ka iss dunia mai hona.
Paise sabko chhye karm na karta koi.
Hoye to log sotey nhi na ho too hai jagtey.

Paise ke peeche bhaagtey
Waise too paisa jatil hai
Samaj na paye koi 
Jitna mai samajh saka paisa paisa hoye.

Paise ki kahaani meri jubaani. #cash #nojotopoem #nojotohindi #thinking #society #truth