Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jo hmesha saath dene ko kahte the, Aaj saath chor

Jo hmesha saath dene ko kahte the, 
Aaj saath chor ke baithe hai, 
Kal tak muhabbat ki barsat krne wale, 
Aaj nazre churaye baithe hai,,
Sach kahte hai log,koi kisi ka nhi hota,
Warna jo sar aankho par rakhte the, 
Aaj Nazro se giraye baithe hai,
Yun to chor de hm unko unke haal par, 
Bas bata de wo itna, 
Ke khata meri thi to khud ko q sataye baithe hai,, 
Shayad bas itne hi galat the ham,
Ke unse ummid lagaye baithe the, 
Na khata unki na meri thi,,
Qki Ummiden to wo bhi lagaye baithe the... 😓
(Ghazi) #ghazi
Jo hmesha saath dene ko kahte the, 
Aaj saath chor ke baithe hai, 
Kal tak muhabbat ki barsat krne wale, 
Aaj nazre churaye baithe hai,,
Sach kahte hai log,koi kisi ka nhi hota,
Warna jo sar aankho par rakhte the, 
Aaj Nazro se giraye baithe hai,
Yun to chor de hm unko unke haal par, 
Bas bata de wo itna, 
Ke khata meri thi to khud ko q sataye baithe hai,, 
Shayad bas itne hi galat the ham,
Ke unse ummid lagaye baithe the, 
Na khata unki na meri thi,,
Qki Ummiden to wo bhi lagaye baithe the... 😓
(Ghazi) #ghazi
ghazalansari2935

@Ghazi

New Creator