Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tum yeh na khana,tum woh na pehenna... Tum niche n

Tum yeh na khana,tum woh na pehenna...
Tum niche na jhukna, tum ghar pe hi rukna...
Najane woh kitna kuch karjati hai...
Yeh toh bash maa hi karpati hai...
Woh balon ka jhadna,woh raat raat bhar jagna
Woh peron ka phulna,tum dhire se chalna...
Itna sub woh kese saha jati hai?
Fir bhi woh uff tak na karti hai...
Woh jo prasav ka dard uthati hai...
Sarir ke ang ang se ladh jati hai...
Naw mohine ke dard ko
Chutki mein bhul jati hai...  
Bash apne bache ko dekh mushkura deti hai...
Itni sakti toh bash Ourat mein hi hoti hai...
Isilie toh woh maa kehelati hai...
Maa kehelati hai...❤️

©Sugyani Nayak #NawMahine

sugyaninayak8832

Sugyani

New Creator