Kuch log zindagi me aate to hai par hamesha keliye rukte nahi is safar me milte to bahut log hai par hamare sath akhiri manzil tak chalte nahi kisi pe barosa rakhna aachi bat hai lekin kisi insan se lagav ho jaana aksar hume bhari padh sakta hai soch samajkar barosa kijiye dosto jo insan aapko aaj hasa raha hai bhuliye mat vo insan kal aapke rone ki wajah bhi ban sakta hai bas yeh hi kehna chahunga ki jo log hume chodkar chale jate hai bhul jao dosto ki vo hamare zindagi ka bhi kabhi hissa the mana ki yeh aasan nahi magar yeh yad rakhna har insan hume kuch na kuch sikha jata hai bas yeh samaj lijiye jo chale gaye vo bas hamare dil ki nadani ka kissa the bas hamare dil ki nadani ka kissa the ©Balram Mandavia #Dilkibattein