Roothe jo tum kabhi, Manaa liya karenge tumhe, Par yun khaamosh na raha karo humse Tumhari khamoshi bahut taqlif diya karti hai hume ! Kabhi Jo humse galti ho jaaye, Toh naraz hona haq hai Tumhara, Aur manana, zaruati ho jata hai humara... Tumhare gusse ko seh jayenge hum Par yun tumhare khamoshi se tut jaya karte hain hum Intzaar rehta hai tumhara,