Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wo khuda banne ki koshish me, Aj insaan bhi na rah

Wo khuda banne ki koshish me,
Aj insaan bhi na raha;

Banna tha jisey ghar,
Aj makaan bhi na raha;

Aur kab tak du mai apne armaano ki aahuti!! -2

Bann jati jo yagyashala,
Aj shamshaan bhi na raha...

©Nigania Bhanu
  #khuda #Shamshan #Insaan #makaan #ghar