Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ho ek duniya esi bhi; Jo hai jesa dikhe bas waisa

Ho ek duniya esi bhi; Jo hai jesa dikhe bas waisa hi, 

Na ho din bhar ke shoor shrabe me chupi khamosiya kai,

Na ho khamosiyo ke Saye me chupa shoor koi... 

Hai agr koi napak hi to dikhe wo Jo hai wahi,

Na ho mukhote par mukhota koi... 

Hai agr insaniyat to dikhe bhi Kabhi, 

Ab is hewaniyat ki duniya me hum sabhi Raam to nahi... 

Jo na bakshe nanhi pario ko bhi kya wo ravan nahi, 

Or hai agr ravan to  uska dahan bhi ho Kabhi... 

Milta hai agr mhnat fal to mile majdooro ko bhi Kabhi... 

Na ho koi nakaw, na pyar ke pyale me ghula ho jahar koi,

Ho ek duniya esi bhi ; Jo  hai jesa dikhe bas waisa hi...

♥️♥️♥️
                                                       (Tiya)😇 No more fake faces