Nojoto: Largest Storytelling Platform

Apne Ex ke saath aapka rishta kaisa hai? Mera Ex

Apne Ex ke saath aapka rishta kaisa hai?
Mera  Ex mujhe dost kehta hai. 
Mera ex mujhse apne pyaar ke baare mein baat kar kabhi ghamand karta hai, toh kabhi har rishte ke jaise uske rishte mein aayi takraaro pe dukh.
Main sunti hoon. Uski har ek baat dhyan se sunti hoon aur samajhne ki koshish karti hoon maine kya kho diya.
Maine hi break-up kiya tha na, shayad usse dosti kar kuch pachtawa kam karna chahti hoon.
Yeh maine ussi ke liye likha hai..
Adhura pyaar hi sabse gehra hota hai aakhir...

Apne Ex ke saath aapka rishta kaisa hai? Mera Ex mujhe dost kehta hai. Mera ex mujhse apne pyaar ke baare mein baat kar kabhi ghamand karta hai, toh kabhi har rishte ke jaise uske rishte mein aayi takraaro pe dukh. Main sunti hoon. Uski har ek baat dhyan se sunti hoon aur samajhne ki koshish karti hoon maine kya kho diya. Maine hi break-up kiya tha na, shayad usse dosti kar kuch pachtawa kam karna chahti hoon. Yeh maine ussi ke liye likha hai.. Adhura pyaar hi sabse gehra hota hai aakhir...

4,367 Views