wade tho bas mujhe pane k liye kiye the aaj bhi unhe kuch yaad nahi Khush rakhenge kaha tha jinhone Gham ki wajh aaj O hai har pal hame hasayenge a lafz the unke aaj rone k wajh o hai bharosa kabi nahi thodenge a yakeen tha unka aaj tootneki wajh O hai Kabi nahi bhoolenge hume kaha tha unhone Aaj thak unke berukhi ko bhool nahi paye hum #wadeKarkeBhoolJatheHai