Nai Subah hai Nai Umang hai aur naya hai safar apna nikal pade hai phir karne ko poora adhoora reh gya tha jo sapna apna manzil ki khwaish nahi hai ab bas banana hai safar yaadgaar apna jo haaru bhi mai aur manzil bhi naah paau to afsos naah ho mujhe utna log baat mere Manzil ki nahi mere safar ki kare mere hosle mere jazbe ki kare ab kuch is tarah ka safar likhna hai apna ©Info With Entertainment #Dark #Zindagi #Afsana #safar #raaste