Insaano nai sarhad bata. insaaniyat ko jud diya chata. Dharti ko kata. karah rahi dharti. haiwano ki ho rahi bharrti. tune dharti ko kust diya. apni dunia ko khud hi nust kiya. parmanu ki bhakti rajniti ki shakti. kheti ko banaya dhanda. insaan ho gya andha. kisan ko nhi mil raha samadhan. praan tyag rahe kisan. Badal ro rahe hai. arshu tapak rahe hai. le rahe sunami ka roop. ye hai yamraaj kai swaroop. humse wo keh rahe hai .sambhal ja aei insaan. warna utar ayega bhagwan. phir hoga insaaf. sab kuch hoga saaf. kuch na hoga maaf. pralay ki suruwaat ho chuki. ab rukegi aant ke saath. kitne pedh kut rahe. paiso keliye butt rahe. ujjad rahi dunia. pradooshan kalyug ka vibhisan. sudarshan chakr dhari ko tum de rahe kust. mut hone do iss dunia ko nust. bhot ummid sai usne hume banaya iss dunia mai qayamat laya. baadh bhokamp aur bhookmari. ye sab ek abhi saap hai. pralay ki raat hai. qayamat bhi saath hai. na jindagi milegi na mrityu. insaan kai insaan hi shatru. insaan kai insaan hi shatru. i #nojotohindi #nojotoenglish #kavishala #nojotocomedy